People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Aaye Hai Din Sawan Ki
Lyricist: Bharat Vyas
Tag: Hindi
Video:
aaye hain din saawan ke
aaye hain din saawan ke
sajan se milan ke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
aaye hain din saawan ke
aaye hain din saawan ke
sajan se milan ke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke

nainon mein kajra, haathon mein gajra
nainon mein kajra, haathon mein gajra
gaalon pe phoolon ki laali
gaalon pe phoolon ki laali
jaadoo bhari tori ankhiyaan raseeli
hoyen ankhiyaan raseeli hoye ankhiyaan raseeli
jaadoo bhari tori ankhiyaan raseeli
jaisi ras ki pyaali
jaisi ras ki pyaali
maathe pe bindiya damke, maathe pe bindiya damke
chhamaachham chamke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
aaye hain din saawan ke
sajan se milan ke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke

nainon mein bhar kar dil ki umang nayi
dil ki umang nayi, dil ki umang nayi
nainon mein bhar kar dil ki umang nayi
bholi dulhan sharmaayi, bholi dulhan sharmaayi
baagon mein bulbul bole ke aaj koi
bole ke aaj koi, bole ke aaj koi
baagon mein bulbul bole ke aaj koi
hone chali hai paraayi, hone chali hai paraayi
chaand sa jhumar chamke, chaand sa jhumar chamke
panjaniya thumke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
aaye hain din saawan ke
sajan se milan ke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
Hum Dil Ko Lutaate Hai
Singer: Hamida Banu
Album: Raunaq(1944)
Tag: Hindi
Video:
hum dil ko lutaate hai
hum dil ko lutaate hai
aur lute, aur lute
aur lute zamana
jiwan hai jawani se bharpur khazana
jiwan hai jawani se bharpur khazana

hontho pe hansi khele
gaalo pe hai laali
hontho pe hansi khele
gaalo pe hai laali
aankh meri jaadu bhari
aankh meri jaadu bhari
julf hai kaali
meri julf hai kaali
do din ka tamasha hai
do din ka tamasha hai
na der lagana, na der lagana
hum dil ko lutaate hai
aur lute zamana
jiwan hai jawani se bharpur khazana

dil me mere dard hai aur dard me armaan
dil me mere dard hai aur dard me armaan
ae mere kharidaar, ae mere kharidaar
na hona tu pashemaan
ae mere kharidaar
na hona tu pashemaan
jab chahe hansa le
jab chahe rula le
jab chahe hansa le
jab chahe rula le
jo dil me tere aaye
vo naach nacha le
jo dil me tere aaye
vo naach nacha le
aa aankh mila jaalim
aa aankh mila jaalim
ab chhod bahana, ab chhod bahana
hum dil ko lutaate hai
aur lute zamana
jiwan hai jawani se bharpur khazana
Duniya Kisi Ko Haye
Singer: Hamida Banu
Album: Raunaq(1944)
Tag: Hindi
Video:
duniya kisi ko haye, majbur na kare
bachapan me maa baap kabhi dur na kare
nanahi si jaan bekasur, majbur uska haal
wo saans ek charo or laakh laakh jaaye

buri nigah zamane ki aur meri jawani
buri nigah zamane ki aur meri jawani
ab thamo jigar aur suno meri kahani
ab thamo jigar aur suno meri kahani

kirdaar naya, ruh nayi, saaz naye the
sangeet naye, geet naye, pyar naye the
kirdaar naya, ruh nayi, saaz naye the
sangeet naye, geet naye, pyar naye the
naach uthte sun mera jadu tarana
naach uthte sun mera jadu tarana
mutthi me liye baihti thi, main sara zamana
mutthi me liye baihti thi, main sara zamana
din the mere khushiyon bhare
din the mere khushiyon bhare, raat suhaani
ab thamo jigar aur suno meri kahani

kaun aaya zindagi me, jivan badal gaya
kaun aaya zindagi me, jivan badal gaya
betaab na tha chaand
betaab na tha chaand, pal bhar me dhal gaya
koi use bataaye ki, ab main kya karun
koi use bataaye ki, ab main kya karun
bhadkegi aag dil me
bhadkegi aag dil me, kyu kar mana karu
ab kasie thame haye
ab kasie thame haye, ashqo ki rawaani
ye dard bhari ranj bhari meri kahani
ye dard bhari ranj bhari meri kahani